Skip to main content

Zaroorat


Zaroorat
Ye Dil Tanha Kyun Rahe Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein Ye Dil Tanha Kyun Rahe Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein Kyun Rooh Meri Yeh Sahe Main Adhoora Jee Raha Hoon Hardum Yeh Keh Raha Hoon Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai Ye Dil Tanha Kyun Rahe Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein Ye Dil Tanha Kyun Rahe Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein Kyun Rooh Meri Yeh Sahe Main Adhoora Jee Raha Hoon Hardum Yeh Keh Raha Hoon Andheron Se Tha Mera Rishta Bada Tune Hi Ujaalon Se Vaaqif Kiya Ab Lauta Main Hoon Inn Andheron Mein Phir Toh Paaya Khud Ko Begaana Yahaan Tanhaayi Bhi Mujhse Khafaa Ho Gayi Banjaron Ne Bhi Thukra Diya Main Adhoora Jee Raha Hoon Khud Per Hi Ek Saza Hoon Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai Hmm Tere Jism Ki Woh Kushbhuyien Abb Bhi In Saanson Mein Zinda Hai Mujhe Ho Rahi Inse Ghutan Mere Gale Ka Yeh Fanda Hai Oo Teri Chudiyon Ki Woh Khanak Yahdon Ke Kamre Mein Gooonje Hai Sankare Se Aata Hai Yaad Haathon Mein Mere Zanjeerein Hai Tu Hi Aake Inko Nikal Zara Kar Mujhe Yahan Se Rihaa Main Adhoora Jee Raha Hoon Yeh Sadayein De Raha Hoon Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai

Comments

Popular posts from this blog

Channa Mereya

                                                      "Channa Mereya" Accha chalta hoon Duaaon mein yaad rakhna Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna [x2] Dil ke sandookon mein Mere acche kaam rakhna Chitthi taaron mein bhi Mera tu salaam rakhna Andhera tera maine le liya Mera ujla sitaara tere naam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Beliya O piya… [x2] Mmm… mehfil mein teri Hum naa rahe jo Gham toh nahi hai Gham toh nahi hai Qisse humaare nazdeeqiyon ke Kam toh nahi hai Kam toh nahi hai Kitni dafaa, subah ko meri Tere aangan me baithe Maine shaam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Beliya O piya… [x2] Tere rukh se apna raasta Mod ke chalaa Chandan hoon main Apni khushboo chhod ke chala Mann ki maaya rakh ke Tere takiye tale Bairagi, bairagi ka sooti chaula Odh ke chalaa Channa mereya me...

Duaa

Duaa Lyrics Kise puchhun.. Hai aisa kyun Bejubaan saa yeh jahaan hai Khushi ke pal Kahaan dhundhu Benishaan sa waqt bhi yahaan hai Jaane kitne labon pe gile hain Zindagi se chhote inn haathon se yun bewajah Jo bheji thi dua Wo jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa Saanson ne kahaan rukh mod liya Koi raah nazar mein na aaye Dhadkan ne kahaan dil chhod diya Kahaan chhode in jismon ne saaye Yehi baar baar sochta hun tanha main yahaan Mere saath saath chal raha hai yaadon ka dhuaan Jo bheji thi duaa Wo jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa

sanson ko

Saanson Ko Lyrics Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya Dooba main tujhme to kinara mill gaya Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Zindagi ka pata dobara mil gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga (x2) Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2) Juda jab se hua Tere bina khamosh rehta hoon me Labon ke paas aa Ab tu aawaaz bann ja zara Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada