Skip to main content

Tere Liye

Atif Aslam – Tere Liye Lyrics

Jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
Bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
Haan jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
Bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
Akhiyan bichayi main, tery liye
Duniya bhulayi maine, tery liye

Tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 
Tere liye jh
omu deewana ban ke tere liye
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 

Hoo bheegi bheegi raat mein le kar ke tujhko saath mein
Madhosh hue jaaye hum, aa faasle kar ne de kum
Zara paas tu aa mere, dheere se choo ja mujhe
Kho jaaun tere pyaar mein, baahon mein bhar le mujhe
Ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 
Tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 

Hoo bhikri teri khushbuyein meri zindagi ki talaash mein
Doobe lamhe mere har pal tere ehsaas mein
Mere khwab kehne lagey, palkon mein rakhle inhe
Thoda chain mil jaaye ga, tu ishaara kar de inhe
Ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 
Tere liye aaa jhoomu deewana ban ke tere liye ooo
Vaada hai mera main hoon tere liye
Hona kabhi tu judaa... 

Jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
Bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
Akhiyan bichayi main, tere liye
Duniya bhulayi maine, tere liye

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Channa Mereya

                                                      "Channa Mereya" Accha chalta hoon Duaaon mein yaad rakhna Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna [x2] Dil ke sandookon mein Mere acche kaam rakhna Chitthi taaron mein bhi Mera tu salaam rakhna Andhera tera maine le liya Mera ujla sitaara tere naam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Beliya O piya… [x2] Mmm… mehfil mein teri Hum naa rahe jo Gham toh nahi hai Gham toh nahi hai Qisse humaare nazdeeqiyon ke Kam toh nahi hai Kam toh nahi hai Kitni dafaa, subah ko meri Tere aangan me baithe Maine shaam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Beliya O piya… [x2] Tere rukh se apna raasta Mod ke chalaa Chandan hoon main Apni khushboo chhod ke chala Mann ki maaya rakh ke Tere takiye tale Bairagi, bairagi ka sooti chaula Odh ke chalaa Channa mereya me...

Duaa

Duaa Lyrics Kise puchhun.. Hai aisa kyun Bejubaan saa yeh jahaan hai Khushi ke pal Kahaan dhundhu Benishaan sa waqt bhi yahaan hai Jaane kitne labon pe gile hain Zindagi se chhote inn haathon se yun bewajah Jo bheji thi dua Wo jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa Saanson ne kahaan rukh mod liya Koi raah nazar mein na aaye Dhadkan ne kahaan dil chhod diya Kahaan chhode in jismon ne saaye Yehi baar baar sochta hun tanha main yahaan Mere saath saath chal raha hai yaadon ka dhuaan Jo bheji thi duaa Wo jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa

sanson ko

Saanson Ko Lyrics Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya Dooba main tujhme to kinara mill gaya Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Zindagi ka pata dobara mil gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga (x2) Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2) Juda jab se hua Tere bina khamosh rehta hoon me Labon ke paas aa Ab tu aawaaz bann ja zara Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada